guzre rishto ne sikhaya hai
rishte kabhi guzarte nahin,
sukhe aankho ne bataya hai ke
aankhein kabhi sukhti nahin...
rishte saye ban jate hain,
aankhein bhi nam rahti hai...
aise hi ek din
manzil ki pyaas ne sikha diya
yeh pyaas kabhi bujhti nahin...
bas badhti jati hai...
ant se pahle iska ant nahin hota...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
rishton ki milawatein ho jati hai dil mein , benaam rishton se hi lehek jati hoon... marasim aise na bante dekha kabhi chhoone se pahle ...
-
Pushkin is my mom's Guruji's nephew.I don't know him.I never met him.He must be younger than me.Just very recently I saw his pic...
-
jab bhi teri ankhein bolti hai Urdu Urdu si hawaah chalti hai... aksar nam aankhon mein teri, meri baatein bhig jati hain... ek ghazal ubhar...
Sweet! Lucky ho ki aap ke rishto ne ye sikhaya aapko, humein to kuch aur hi seekhne ko mila hai...
ReplyDeletethe best line...
ReplyDeleteAnkhein kabhi sukhti nahi.....
HATS OFF..... the way u think always leave me speechles....
keep writing dear...
GOD BLESS YOU
kyaaa baat hy ...WAH...
ReplyDelete