MEGHNA GULZAR
I know I am protected,
because his arms cradle me.
I know I walk the right path,
because his little finger leads me.
He dabbles with celluloid,
so I know I can see.
I know I can write
because his ink flows in me.
I know I can,
because he believes.
I know I am,
because he is........
My Faithful rendering of the original poem........
Mujhhe kisi muqammal jahaan
talaashne ki zaroorat kahaan,
unki baahen hai jab
Mujhe aghosh mein lene ke liye.
Unki ungli thaame chalti hai zindagi,
woh jo hain sahi rah dikhane ke liye.
Unki chitrit kahaaniyan
ahsaas dilaye ki main dekh sakti hoon.
Woh bahte hain siyahi banke
mere nabzon mein is tarha
ki main likh sakti hoon.
main kar nahi sakti,
yeh soch bhi kaise sakti hoon,
jab ek yaqeen hoon main unke liye.
Main hoon,kyon ki woh hain,
.........................Mere liye......
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
rishton ki milawatein ho jati hai dil mein , benaam rishton se hi lehek jati hoon... marasim aise na bante dekha kabhi chhoone se pahle ...
-
Pushkin is my mom's Guruji's nephew.I don't know him.I never met him.He must be younger than me.Just very recently I saw his pic...
-
jab bhi teri ankhein bolti hai Urdu Urdu si hawaah chalti hai... aksar nam aankhon mein teri, meri baatein bhig jati hain... ek ghazal ubhar...
No comments:
Post a Comment