Thursday, December 21, 2006

kaash

Kaash main tera nasha bujhhati,tu meri pyaas,
tu yunhi bhhatakta rahta mere sunepanke paas,
tera gam guzar jaata aanchal ke chhaaon tale,
Main bhi bhool jaati humne kitne aansoo pale...

2 comments:

  1. gullu di gr8 to the power infinity....

    bahut achcha likha hai....mere paas words nahi hai..di..
    bas aap isi tarah likhte rahna...

    ReplyDelete
  2. har baar main is poem tak aata hoon aur aage badh nahin pata. Manali I think tumhe bhi pata nahin tumne kya likh daala hai.
    jalan ho rahi hai mujhe :)

    ReplyDelete

ढाई सदी..

मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...