Saturday, March 20, 2010

Milan

khwab ke sir se leke paon taq tum hi tum the..
tumhare sir se leke paon taq khwab hi khwab...

ab bhi mere dil ke sir se paon taq tum hi ho,
aur tumhare sir se le kar paon taq dil hi dil....

5 comments:

  1. wo chalti hai to chali hai hawa..
    wo rukti hai to tahmti hai sansen..
    wo hasti hai to khilte hai phool..
    wo jo lab khole..to ab hum kya bole..
    wo ke jab bhi udas hoti hai..
    duniya me isse buri bhi koi baat hoti hai..

    ReplyDelete
  2. tujhko pana ya khona ab bekar ki baten hai
    tera ahsas hi kafi hai gujare umr ke liye..,

    ReplyDelete
  3. khwab ke sar se paon tak tum hi tum
    tumhare sar se paon tak khwab hi khwab......

    ab bhi mere dil me sar se paon tak tum ho
    aur tumhare sir se paon tak dil hi dil.......
    -----------------------------------
    I dont know but mujhe ye "leke" ka use kuchh achcha nahi laga..

    waise thoughts achce hain :)

    keep writing

    ReplyDelete

ढाई सदी..

मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...