Friday, December 22, 2006

chand ki tarha

hamaare chahre par bhi daag hai chand ki tarha,
hum bhi to jaagte hain raat bhar chandki tarha,
humari aankhon me bhi ujaala hai chand ki tarha.
farq sirf itna ke hum e kahkar bataana padta hai
ke hum bhi hain chand ki tarha,par us chandko,
kuchh kahne ki zaroorat hi nahi padti.

2 comments:

  1. chaand mein kitne bhi daag hon Manali...uski roshni kam nahin hoti.
    great simli with chaand

    ReplyDelete
  2. ANDAZ-e-GUFTAGU ki shayari karna 1 azeeem baat hai MANALI........ HATS OFF to you..

    ReplyDelete

ढाई सदी..

मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...