pyaas lage to baarish peeoon,
jab bhuk lage to dhoop...
main andekha ek sayaa hoon,
main har maya ka roop,
hai pareshaan yeh duniya badi,
main fikr sulane ayi hoon,
sapnon mein khoyi hoon magar,
zindagi mein bhi samaayi hoon.
sawalat hoti hain khushboo se
jawab tere khwabon mein mahke,
ab khamoshi hai charo or,
saath nibhate hain chup rahke...
Monday, July 23, 2007
Wednesday, July 4, 2007
dil
kayee ainon se takra chuka hai yeh shisha-e-dil,
magar toota na ek bhi aina,bas dil chur ho gaya.
magar toota na ek bhi aina,bas dil chur ho gaya.
Subscribe to:
Posts (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
rishton ki milawatein ho jati hai dil mein , benaam rishton se hi lehek jati hoon... marasim aise na bante dekha kabhi chhoone se pahle ...
-
Pushkin is my mom's Guruji's nephew.I don't know him.I never met him.He must be younger than me.Just very recently I saw his pic...
-
jab bhi teri ankhein bolti hai Urdu Urdu si hawaah chalti hai... aksar nam aankhon mein teri, meri baatein bhig jati hain... ek ghazal ubhar...