Khud hi se na kaha magar
'Aaina' kya chhupayega,
Ab tum tum ho, main main hoon
kaha nahin jayega...
Tuesday, July 19, 2011
Monday, May 16, 2011
Thursday, March 31, 2011
Gham aur kavita ka marasim
Haste haste chhalak gayi,
Gham ka yun paigaam mila...
Aksar chubhti baaton mein,
Dil ko kyun araam mila...
Jo galti humse hui nahin,
Aaj uska ilzaam mila...
Rukhe sukhe rishton ko
Ashkon ka salaam mila...
Gham ka yun paigaam mila...
Aksar chubhti baaton mein,
Dil ko kyun araam mila...
Jo galti humse hui nahin,
Aaj uska ilzaam mila...
Rukhe sukhe rishton ko
Ashkon ka salaam mila...
Friday, March 4, 2011
Gham mila aur kavita mili...
Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se,
Ab gham ka paigaam mila...
Jo galti hum kar na sake,
Usika aaj ilzaam mila...
Rishte rukhe sukhe se the,
Aaj ashkon ka salaam mila...
Aksar chubhti baaton mein,
Dil ko yun araam mila...
Ab gham ka paigaam mila...
Jo galti hum kar na sake,
Usika aaj ilzaam mila...
Rishte rukhe sukhe se the,
Aaj ashkon ka salaam mila...
Aksar chubhti baaton mein,
Dil ko yun araam mila...
Wednesday, March 2, 2011
Saturday, February 19, 2011
Pahli Mulaqat
Jaise samundar ki tasweer dekh kar
uski vyapti aur gahrayi ki
bas ummeed kar sakte hain...
magar mahsus nahin...
waise hi tumse rubaru hone se pahle
bas tumhari aas thi...andaza nahin..
uski vyapti aur gahrayi ki
bas ummeed kar sakte hain...
magar mahsus nahin...
waise hi tumse rubaru hone se pahle
bas tumhari aas thi...andaza nahin..
Subscribe to:
Posts (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Tumhari yaadon mein aksar kuch cheezein bhul jati hoon... Ab tumhare hisse ka shakkar bhi chay mein daal ke pee jati hoon... Tumhara ...
-
rishton ki milawatein ho jati hai dil mein , benaam rishton se hi lehek jati hoon... marasim aise na bante dekha kabhi chhoone se pahle ...
-
jab bhi teri ankhein bolti hai Urdu Urdu si hawaah chalti hai... aksar nam aankhon mein teri, meri baatein bhig jati hain... ek ghazal ubhar...