Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se,
Ab gham ka paigaam mila...
Jo galti hum kar na sake,
Usika aaj ilzaam mila...
Rishte rukhe sukhe se the,
Aaj ashkon ka salaam mila...
Aksar chubhti baaton mein,
Dil ko yun araam mila...
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Tumhari yaadon mein aksar kuch cheezein bhul jati hoon... Ab tumhare hisse ka shakkar bhi chay mein daal ke pee jati hoon... Tumhara ...
-
rishton ki milawatein ho jati hai dil mein , benaam rishton se hi lehek jati hoon... marasim aise na bante dekha kabhi chhoone se pahle ...
-
jab bhi teri ankhein bolti hai Urdu Urdu si hawaah chalti hai... aksar nam aankhon mein teri, meri baatein bhig jati hain... ek ghazal ubhar...
No comments:
Post a Comment