rishte kuch aise hi hote hain,
ladkharate hue
beech mein atak jate hain,
unhe yahan se wahan
wahan se yahan
hilaya na karo....
bikhar jayenge...
kuch uljhe honge magar anchhuaa rahne do...
na suljhao...
chahe kisi bhi naam mein na dhal paye,
magar hai to rishta hi..
rahne do....
Friday, September 21, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Khud hi se na kaha magar 'Aaina' kya chhupayega, Ab tum tum ho, main main hoon kaha nahin jayega...
-
Jab sanson se ho guftagu, Dharkan bhi mahsus ki jaye... Jab ahsaas me ek saaz ho, Baat zubaan pe kaise li jaye...
-
Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se, Ab gham ka paigaam mila... Jo galti hum kar na sake, Usika aaj ilzaam mila... Rishte rukh...
magar hai to rishta hi..
ReplyDeleterahne do....
thatz true.........
kitna sach hai...
oyye itti sachchci batein kaise likh leti hai???
TC 'n' keep :)
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteunhe hilaya na karo....
ReplyDeletebikhar jayenge
Beautiful thought Manali..
Bahot hi accha socha hai..
Pichle comment me spelling mistakes bahot kar diye they..isliye delete kiya.. ha ha :)
beautiful!
ReplyDeleteand thanks.