tera khwab kyon pahnoon main
jab tu hi nazron se ise utaare...
dhool jam gayi hain rishton mein
chalo thoda saaf kare aur sudhare...
tu hi chand mein samaye
tu hi dhool mein mitaye
aisi uljhan mein kaise din guzaare...
badal hai jism ....
chhuan ki ek aanch se pighal jayega...
yeh dil bhi rooh talaq bheeg jayega...
aaj yahi bata de aye tanha raat
tu kab guzregi aur woh din kab ayega...
Tuesday, April 3, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Khud hi se na kaha magar 'Aaina' kya chhupayega, Ab tum tum ho, main main hoon kaha nahin jayega...
-
Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se, Ab gham ka paigaam mila... Jo galti hum kar na sake, Usika aaj ilzaam mila... Rishte rukh...
-
sirhane mein sukoon tha itna ke aankhon mein khwab baraste the.. ab bhi kabhi luka chhipi karta tera chahra aa jata hai saamne....khil jati ...
its very nice ...poem
ReplyDeletei can see in u r eyes ... gulzar ji
padh ke laga jaise tum ud rahi ho........khush ho... aur jeena chahti ho..kisi ki fikra nahin bas pyaar aur pyaar ke ehsaas ki khwaish hai.....thodi uljhal hai lekin khush ho.........
ReplyDeletevery nice thoughts.......
Admirable , excellent stuff...!!
ReplyDeletehmmm,
ReplyDeleteinitially i was confused but when you clered my doubd I can say...
A great POEM hahahah,
1ce again I'll say Poem is great not you..
dhool jam gayi hain rishton mein
ReplyDeletechalo thoda saaf kare aur sudhare
kya ghazab ki lines hain...
bahut hi saamaanya shabdon mein badi baat kah gayee hai yeh kavita..
achha likha hai tune...
bahut hi badhiya...
badal hai jism ....
ReplyDeletechhuan ki ek aanch se pighal jayega...
yeh dil bhi rooh talaq bheeg jayega...
great lines..m speechless