socho us waqt jab mulaqat hote hi
ajeeb ek nazar se dekha tha tumhe...
tum bhi hairan,main bhi pareshan,
kya yahi humari pahli mulaqat thi...
ek anjaan chahra mere kareeb aya
barson se pahchani adaon ke saath...
seene mein ek sheesha toota,
shayad uske aneki aahat thi,
barson ki tanhayi girne lagi ankhon se,
aisi khushi thi jaise punarjanam hua ho...
usi pal kahna tha tumhe ke main,
kitni bahtareen abhinetri hoon...
Saturday, March 3, 2007
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Khud hi se na kaha magar 'Aaina' kya chhupayega, Ab tum tum ho, main main hoon kaha nahin jayega...
-
Jab sanson se ho guftagu, Dharkan bhi mahsus ki jaye... Jab ahsaas me ek saaz ho, Baat zubaan pe kaise li jaye...
-
Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se, Ab gham ka paigaam mila... Jo galti hum kar na sake, Usika aaj ilzaam mila... Rishte rukh...
main kya kahoon...Manali
ReplyDeleteaakhiri do lines mein tune bahut badi baat kah di hai...
Shakespear ki yaad aati hai-"All the world is a stage and we are actors"
very touchy poem...
yunhi likhte raho...