Kuch nahi baant sakti kahte kahte
kaunse jazbaat bat chuke the.....
pata hi nahi chala...............
gair samajhhne ki koshish karte karte
kab koi apne ban chuke the...........
pata hi nahi chala...................
bhul chuki hoon sochte sochte
kab usiko apna yaad bana liya,
pata hi nahi chala............
naraazgi apnonse door bhagaate hue
kab apne aapse bhagane lage.......
pata hi nahi chala................
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Khud hi se na kaha magar 'Aaina' kya chhupayega, Ab tum tum ho, main main hoon kaha nahin jayega...
-
Jab sanson se ho guftagu, Dharkan bhi mahsus ki jaye... Jab ahsaas me ek saaz ho, Baat zubaan pe kaise li jaye...
-
Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se, Ab gham ka paigaam mila... Jo galti hum kar na sake, Usika aaj ilzaam mila... Rishte rukh...
naraazgi apnonse door bhagaate hue
ReplyDeletekab apne aapse bhagane lage.......
pata hi nahi chala................
AWESOME.......................
gair samajhhne ki koshish karte karte
ReplyDeletekab koi apne ban chuke the...........
pata hi nahi chala...................
Kuchh 'Talluk' kab ban jate hain pata nahin chalta hai..
kyun Manali!