hamaare chahre par bhi daag hai chand ki tarha,
hum bhi to jaagte hain raat bhar chandki tarha,
humari aankhon me bhi ujaala hai chand ki tarha.
farq sirf itna ke hum e kahkar bataana padta hai
ke hum bhi hain chand ki tarha,par us chandko,
kuchh kahne ki zaroorat hi nahi padti.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Khud hi se na kaha magar 'Aaina' kya chhupayega, Ab tum tum ho, main main hoon kaha nahin jayega...
-
Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se, Ab gham ka paigaam mila... Jo galti hum kar na sake, Usika aaj ilzaam mila... Rishte rukh...
-
sirhane mein sukoon tha itna ke aankhon mein khwab baraste the.. ab bhi kabhi luka chhipi karta tera chahra aa jata hai saamne....khil jati ...
chaand mein kitne bhi daag hon Manali...uski roshni kam nahin hoti.
ReplyDeletegreat simli with chaand
ANDAZ-e-GUFTAGU ki shayari karna 1 azeeem baat hai MANALI........ HATS OFF to you..
ReplyDelete