rishton ki milawatein ho jati hai dil mein ,
benaam rishton se hi lehek jati hoon...
marasim aise na bante dekha kabhi
chhoone se pahle hi mahek jati hoon....
gale ka haar hai ab kisiki saansein,
nazuk lamhon me yunhi dahek jati hoon...
sapnon mein roz hade paar ho jati hai,
paak hoon,magar aksar bahek jati hoon...
Wednesday, April 1, 2009
Subscribe to:
Comments (Atom)
ढाई सदी..
मुझे पता है तुम्हारी बालकॉनी से समंदर दिखता है... तुम हर खुशी के मौके पे दौड़के आते हो वहां; कभी कभी रोने भी... कभी चाहनेवालों को हाथ ह...
-
Khud hi se na kaha magar 'Aaina' kya chhupayega, Ab tum tum ho, main main hoon kaha nahin jayega...
-
Jab sanson se ho guftagu, Dharkan bhi mahsus ki jaye... Jab ahsaas me ek saaz ho, Baat zubaan pe kaise li jaye...
-
Dhoondh rahi thi "Aaina" kab se, Ab gham ka paigaam mila... Jo galti hum kar na sake, Usika aaj ilzaam mila... Rishte rukh...